Happy Birthday Salman Khan: 32 most popular dialogues by ‘Bhaijaan’

Bhubaneswar: Bollywood actor Salman Khan turns 57 today and his journey in the entertainment industry that began in 1988 continues to be exquisite.

Salman Khan aka Abdul Rashid Salim Salman Khan debuted on the screens in 1988. Over the 33 years of his career in the show business, he aced in the roles of film producer and television star, alongside being a movie actor. He has been loved as much for his philanthropic works, as he has been for his on screen performances.

On the B-Town’s Bhaijaan’s 57th birthday, here’s a snippet of some of his most popular dialogues from his movies, over the years:

  • Dosti ka ek usool hai madam — no sorry, no thank you. (Maine Pyar Kiya)
  • Ek baar maine commitment kardi toh phir mein apne aap ki bhi nahi sunta. (Wanted)
  • Mujhpe ek ehsaan karna, mujhpe koi ehsaan mat karna. (Bodyguard)
  • Muscle dekha hai muscle? Masal ke rakh doonga! (Andaz Apna Apna)
  • Mere baare mein itna mat sochna. Dil mein aata hoon samajh mein nahi. (Kick)

 

  • Kaam hi meri pooja hai aur pooja hi mera kaam hai. (Saajan)
  • Agar tum mujhe yunhi dekhti rahi toh tumhe mujhse pyaar ho jayega. (Hum Dil De Chuke Sanam)
  • Zindagi mein teen cheezein kabhi underestimate nahi karna – I, ME and MYSELF. (Ready)
  • Kyun ki bhagwan ek hi waqt har jagah nahi ho sakte na, is liye unhone maa ko banaya hai. (Garv)
  • Aam aadmi sota hua sher hai, ungli mat kar, jaag gaya toh cheer phad dega. (Jai Ho)
  • Achche waqt ki ek kharabi hai, achcha waqt khatam ho jaata hai . . . lekin bure waqt ki ek achchai hai, ke woh bhi khatam ho jaata hai. (Main Aur Mrs Khanna)
  • After every sunset, there’s a sunrise. Ek naya din, ek nayi umeed, ek nayi shuruvat. (Baabul)
  • Do Hindustani picturon ki poster deewar pe tangane se koi Hindustani nahi banta . Hindustani woh hota hai joh apna ghar jalakar doosro ko dabishta hai. (Lucky: No Time For Love)
  • Joh aurat doosri aurat ki izzat na kare, hamari nazar mein woh aurat hi nahi. (Dabangg 3)

 

  • Haste huye chehre ka gham padhna kitna mushkil hota hai. (No Entry)
  • Koi tumhe tab tak nahi hara sakta, jab tak tum khud na haar jao. (Sultan)
  • Har family mein problem hain, par vo khushnaseeb hain jinki family hai. (Prem Ratan Dhan Paayo)
  • Is Vardi ki shaan pe jaan dena seekho, imaan bechna nahi. (Auzaar)
  • Agar tere paas nafrat ki taqat hai, toh mere paas ab mohabbat ki shakti hai. (Suryavanshi)
  • Kamaan se nikla teer, aur zabaan se nikli baat kabhi wapas nahi aati. (Veer)
  • Main maut ko takiya, aur kafan ko chaadar banakar audhta hoon. (Garv)
  • There is always a first time, always a next time. (Dabangg)
  • Aap thank you mat kahiye. Instead teen logon ki madad ki jiye aap, aur un teeno se kehna ki woh teen aur ki madad karen, duniya badal jayegi. (Jai Ho)

 

  • Suar hamesha group mein shikaar karte hai . . . aur sher akele. (Wanted)
  • Rishtey ko mazboot hona chahiye . . . majboor nahi. (Kick)
  • Utna hi maro . . .  jitna ki khud bardasht kar sako. (Dabangg-2)
  • Yakeen ek tubelight ki tarah hota hai, der se jalta hai, lekin jab jalta hai, toh full light kar deta hai. (Tubelight)
  • Life mein dusron ke liye itna karna, ki kabhi kam na pade. (Har Dil Joh Pyaar Karega)
  • Is duniya ki shuruvat insaaniyat se hui hai . . . aur aaj is duniya ko sirf ek hi mazhab ki zaroorat hai . . .  aur woh hai insaaniyat. (Tiger Zinda Hain)
  • Ghar bada ho ya chota . . . ghar mein rehne waalo ka dil bada hona chahiye. (Sirf Tum)
  • Jinke paas pyar ki daulat ho . . . unhe kabhi gareeb nahi samajhna chahiye. (Har Dil Joh Pyaar Krenga)
  • Sapne dekhna achchi baat hai, par kayi baar unke peechhe daudte daudte na apne peechhe choot jaate hai. (Sultan)
Also Read

Comments are closed.